One of our reader Vivek Khantwal has shared his this very beautiful and very inspiring poem with us. Read on...
Ye to safar ki bas shuruwat he, manzil pana to abhi baaki he
Char kadam hi bas chala hu, samandar ko langhna to abhi baaki he
Sikha abhi to bas chalna he, udaan meri abhi baaki he
Ghana andhera , mushkil dagar ,adchane aneak he zindgi me
magar roshni ki umeed to abhi baaki he,
Saiyyam,sacchai aur sadagi ki jeet bhi to abhi baaki he.
Haar kar bhi haara nahi kyo ki hosala jo abhi baaki he.
Gumnaam hu aaj to kya hua, naam banana abhi baaki he
Akela hu aaj to kya hua, dosto ka saath to abhi baaki he
Safar ki to bas shuruwat he, manzil tak pahuchna abhi baaki he
Naam suraj ka suna he bas, usasa chamakna to abhi baaki he.
Kal kuch na kiya ho to kya hua, aane wala kal to abhi baaki he
Paa lunga mukam jo socha he, aashaye-umeed to abhi baaki he

Dar nahi lagta kissi se kyo ki duniya me pyar (bankers adda ) abhi baaki he....
abhi to meri puri zindgi baaki he

No comments:
Post a Comment